NAMAZE JANAZA KA TARIKA -HANAFI post no.3

NAMAZE JANAZA KA TARIKA-HANAFI 


====================================

POST NO 3


☞ ◉   ↴ KAFAN CHOR


Ek Aurat ki Namaze Janaza me ek Kafan Chor bhi shamil ho gaya aur Qabristan ja kar usne Qabr ka pata mahfooz kar liya. Jab raat huyi to usne Kafan churane ke liye Qabar khod dali. Yakayak marhuma bol uthi ! سبحان الله عزوجل ! ek magfoor (yaa'ni bakhshish ka hakdar) shakhs magfoora (yaa'ni bakhshi huyi) Aurat ka Kafan churata hai. Sun, Allah Ta'aala ne  meri bhi Magfirat kar di aur un tamam logon ki bhi jinhone mere Namaze ki Namaz padhi aur tu bhi unme sharik tha. Ye sun kar usne fauran Qabr par mitti daal di aur sacche dil  se taayib ho gaya.

(ref: sharhus sudoor,safha 201, darul kutubul ilmiya bairut) 

    
📚(book : namaz ke Ahkam (Hindi), page no.: 375 maktabatul Madina, Gujarat) 

Authir : Hazrat A'llama Maulana Abu Bilal Mohammad Ilyas Attar Qadri razavi)


               

📇 published by :maktaba-tul madina gujrat Published

(Agar likhne me kisi bhi jagah kami beshi paye to hamari Islah farmaye, Aiye Ilme Deen Seekhen....1 - Group +919867862120) 

☞ Keep Watching Madani Channel 
☞ To learn more..... visit
www.dawateislami.net

Previous
Next Post »

DOSTO MENE YEH BLOG SAB KI HELP KE LIYE BANAYA HAI TAKE IS BLOG ME POST PADKE FAYDA HASIL KAR SAKE IS BLOG ME RUHANI ILAJ GHARELU ILAJ SATHI HI SATH ISTEKHARA KHAWABO KI TABIR KA BHI BATAYA JAYEGA AUR DEENI MASAIL BHI BATAYE JAYENGE ConversionConversion EmoticonEmoticon

Thanks for your comment