NAMAZE JANAZA KA TARIKA-HANAFI-POST NO. 5

NAMAZE JANAZA KA TARIKA-HANAFI-POST NO.5



POST NO 5

CONTINUED....


☞ ◉  QABAR ME PEHLA TOHFA ↴



Sarkare Namdar, Do2 Aalam Ke Maliko Mukhtar, Shahanshahe Abrar صلی اللہ تعالي علیہ والہ وسلم ka farmane ibrat nishan hai : momin jab Qabr me dakhil hota hai to usko sabse pahla tohfa ye diya jata hai ki uski Namaze Janaza padhne walon ki Magfirat kar di jati hai.


Ref: 📕 Kanzul Amaal, J: 15, S: 595









☞ ◉  JANNATI KA JANAZA ↴

Meethe Meethe Aaqa, Madani Mustafa صلی اللہ تعالي علیہ والہ وسلم ka farmane aafiyyat nishan hai, jab koi Jannati shakhs fout ho jata hai, to Allah عزوجل haya farmata hai ki un logon ko azaab de jo uska Janaza lekar chale aur jo iske peeche chale aur jinhone iski Namaze Janaza ada ki.

Ref: 📕 Al Firdaus Bamashoor Al Khitab, J : 1, S: 282, Hadis 1108


To be cont'd..............↩

📚 Book : Namaz Ke Ahkam (Hindi), Page No.: 376-377, Maktabatul Madina, Gujarat 

✒ Author : Hazrat A’llama Mualana Abu Bilal Muhammad Ilyaas Attar Qadiri Razavi               

📇 Published By : Makataba-tul-Madina, Gujarat


(Agar likhne me kisi bhi jagah kami beshi paye to hamari Islah farmaye, Aiye Ilme Deen Seekhen....1 - Group +919867862120) 

☞ Keep Watching Madani Channel 
☞ To learn more..... visit
www.dawateislami.net

http://www.hindimesawaljawab.blogspot.com
Previous
Next Post »

DOSTO MENE YEH BLOG SAB KI HELP KE LIYE BANAYA HAI TAKE IS BLOG ME POST PADKE FAYDA HASIL KAR SAKE IS BLOG ME RUHANI ILAJ GHARELU ILAJ SATHI HI SATH ISTEKHARA KHAWABO KI TABIR KA BHI BATAYA JAYEGA AUR DEENI MASAIL BHI BATAYE JAYENGE ConversionConversion EmoticonEmoticon

Thanks for your comment