AYATE KARIMA KI FAZILAT
IN KALIMAT KE SATH KISI MAQSAD KE LIYE DUA MANGE ALLAH TA'LA USKI DUA QABUL FARMATA HAI
hazrate sayyiduna sa'd رَضِيَ اللّٰهُ تَعَالٰی عَنهُ se rivayat hai ki shehan shahe khush khisaal pekare husno Jamaal daafey ranjo malaal, sahibe judo nawaal, rasoole be misaal, Bibi Aamina ke laal صَلَّی اللّٰهُ تَعَالٰی عَلَیهِ وَسَلَّم ne farmaya : hazrate junnun (ya'ni hazrate yunus عَلَيهِ السَّلاَم) ne machli ke pet me yeh kalimaat kahe :
لآَ اِلٰهَ اِلَّاَاَنتَ سُبحٰنَڪَ اِنِّی ڪُنتُ مِنَ الظّٰلِمِين (tarjumaye kanzul imaan: koi maa'bud nahi siwa tere paaki hai tuj ko beshak mujse be ja hua)(para: 17 , Ambiya : 87) lihaza Jo musalman in kalimaat ke sath kisi maksad ke liye dua mange Allah ta'ala us ki dua Kabul farmata hai!
(sunanu tirmizi jild 5,safha 302, hadees: 3516)
صَلُّواعَلَی الحَبِیب صَلَّی اللّٰهُ تَعَالٰی عَلٰی مُحَمَّد
http://www.ruhanighareluilaj.blogspot.com/
1 Post a Comment:
Click here for Post a CommentThanks
DOSTO MENE YEH BLOG SAB KI HELP KE LIYE BANAYA HAI TAKE IS BLOG ME POST PADKE FAYDA HASIL KAR SAKE IS BLOG ME RUHANI ILAJ GHARELU ILAJ SATHI HI SATH ISTEKHARA KHAWABO KI TABIR KA BHI BATAYA JAYEGA AUR DEENI MASAIL BHI BATAYE JAYENGE ConversionConversion EmoticonEmoticon