NAMAZE JANAZA KA TARIKA-HANAFI-POST NO.8

NAMAZE JANAZA KA TARIKA-HANAFI

==============================

Post # 0⃣8⃣

Continued... ⤵

☞ ◉  UHUD PAHAD JITNA SAWAB

Hazrate Sayyiduna Abu Huraira رضي الله تعالي عنه ne kaha ki Sultane Madina, Sultane Ba Karina, Qararo Qalbo Seena, Faiz Ganzina صلی اللہ تعالي علیہ والہ وسلم irshad farmaya : jo shakhs (Imaan ka takaze samajh kar aur husule sawab ki niyyat se) apne ghar se Janaze ke sath chale, Namaze Janaza padhe aur Dafn tak Janaze ke sath rahe, uske liye do kiraat sawab hai jisme se har kiraat  Uhud (Pahaad) ke barabar aur jo shakhs sirf Janaze ki Namaz padh kar wapas a jaye (aur tadfeen me sharik na ho to) uske liye ek kiraat sawab hai.


Ref: 📕 Sahih Muslim, J: 1 S: 307


To be cont'd..............↩

📚 Book : Namaz Ke Ahkam (Hindi), Page No.: 378, Maktabatul Madina, Gujarat

✒ Author : Hazrat A’llama Mualana Abu Bilal Muhammad Ilyaas Attar Qadiri Razavi              

📇 Published By : Makataba-tul-Madina, Gujarat


(Agar likhne me kisi bhi jagah kami beshi paye to hamari Islah farmaye, Aiye Ilme Deen Seekhen....1 - Group +919867862120)

☞ Keep Watching Madani Channel
☞ To learn more..... visit
www.dawateislami.net

http://www.hindimesawaljawab.blogspot.com
Previous
Next Post »

DOSTO MENE YEH BLOG SAB KI HELP KE LIYE BANAYA HAI TAKE IS BLOG ME POST PADKE FAYDA HASIL KAR SAKE IS BLOG ME RUHANI ILAJ GHARELU ILAJ SATHI HI SATH ISTEKHARA KHAWABO KI TABIR KA BHI BATAYA JAYEGA AUR DEENI MASAIL BHI BATAYE JAYENGE ConversionConversion EmoticonEmoticon

Thanks for your comment