DURUD SHARIF KI FAZILAT

Amrirul mominin hazrate sayyeduna faruqe Aa'zam رَضِيَ اللّٰهُ تَعَالٰی عَنهُ ne farmaya: "dua Aasman ve zamin ke darmiyan mu'allak rehti hai usme se kuch bhi upar nahi chadta, jab tak tu Apne nabi par durud na bheje!"

 ( sunatuttirmizi jild 2safha 29 hadees: 486)

mufassire shahir hakimul ummat hazrate mufti Ahmad yaar khan عَلَيهِ رَحمَةُ الحَنَّان is hadeese pak ke tehet farmate hai: isse ma'lum hua (ki) durud dua ki qabuliyyat balki bargahe Ilahi me pesh hone ka zari'a hai!  (mir Aatul manajih jild 2 safha 108) 

صَلَّو عَلَی الحَبِیب ا صَلَّی اللّٰهُ تَعَالٰی مُحَمَّد


اسلامُ علیڪم dosto is blog me dini masail ruhani ilaj gharelu ilaj aur bhi bohot kuch hai http://www.ruhanighareluilaj.blogspot.com/
Previous
Next Post »

DOSTO MENE YEH BLOG SAB KI HELP KE LIYE BANAYA HAI TAKE IS BLOG ME POST PADKE FAYDA HASIL KAR SAKE IS BLOG ME RUHANI ILAJ GHARELU ILAJ SATHI HI SATH ISTEKHARA KHAWABO KI TABIR KA BHI BATAYA JAYEGA AUR DEENI MASAIL BHI BATAYE JAYENGE ConversionConversion EmoticonEmoticon

Thanks for your comment