AGJOST FAN GHAR ME HONA KITNA ZARURI HAI

PICHLI POST ME HAMNE PADHA THA DHUP KI AHMIYAT KITNI HOTI HAI HAMARE LIYE AGAR GHAR GHAR ME DHUP NA HO TO WAHAN BIMARIYAN HOTI HAI AAIYE AB PADTE HAI AGJOST FAN GHAR ME KITNA ZARURI HAI!

















betul khala Aur bavarchi khana balki zaruratan kamre mein bhi AGJOST FAN lagvaya jaye magar plastic ka sirf char inch vala munna sa nahi balki munasib saiz vala lohe ka ho, maslan gharelu bavarchhi khane mein 12 inch ka lohe ka AGJOST FAN munasib hai, plastic vala der pa nahi hota Aur hawa bhi nisbatan kam uthata hai ! AGJOST FAN vali puri diwar me balki charo taraf kahi ek ma`muli si dirar bhi khuli na ho, Agar sirf darwaze se hawa khichne ki tarkib rahi to kamre ki hawa bhi saf hoti rahegi Aisi surat mein zaruratan darwaza pura ya thoda sa khula rakhna hoga taki kamre vagera ki hawa bahar nikle Aur darwaze se taza hawa dakhil ho sake warna AGJOST FAN hi sust chalega ! kamra badha hoto 18 inch Aur hasbe zarurat 24 inch ka AGJOST FAN bhi lagwaya ja sakta hai ! Agar badha hall ho to yeh surat bhi ho sakti hai ki Aamne samne do badhe badhe AGJOST FAN lagvaye jayein ek hawa ke rukh maslan india me magtib(west) ya`ni qible ki janib wali diwar me is tarah lagaya ja sakta hai ki bahar ki haw a Andar laye Aur samne wala Andar ki haw bahar kharij kare! inda zaruratan (ya`ni zaruratan) do se ziyada AGJOST FAN bhi lagaye ja sakte hai 1 jab yeh fan chal rahe hon us waqt Agar charo taraf khidkiyan vagera band rakhi jayein to is surat mein إن شاالله  عزوجل  habs (ya`ni ghutan) bhi nahi hoga Aue badhe kamre ya hall ki faza swaaf hawa ki farahmi ke sabab thandi rahegi ! Agar AGJOST FAN ki golayi ke pas mein jagah khuli rahi ya darar Aur khidkiyan band ki gayi to AGJOST FAN chalne ki surat mein khatir khuwah natuja hasil na hoga

 



































AGAR LIHKNE ME KAHI BHI KAMI BESHI PAYEIN TO HAMARI ISLAH FARMAYE,


WHATSAPP NO. +918955875474

WHATSAPP GROUP> FAIZAN-E-RAZA

Previous
Next Post »

DOSTO MENE YEH BLOG SAB KI HELP KE LIYE BANAYA HAI TAKE IS BLOG ME POST PADKE FAYDA HASIL KAR SAKE IS BLOG ME RUHANI ILAJ GHARELU ILAJ SATHI HI SATH ISTEKHARA KHAWABO KI TABIR KA BHI BATAYA JAYEGA AUR DEENI MASAIL BHI BATAYE JAYENGE ConversionConversion EmoticonEmoticon

Thanks for your comment