"FATAH" KE TEEN HURUF KI NISBAT SE SURAYE FATAH KE 3 FAZAIL

"FATAH' KE TEEN HURUF KI NISBAT SE SURAYE FATAH KE 3 FAZAIL


(1) : hudebiya se wapsi me makkaye mukarrama aur madinaye munavvarah ke raste me is surat ka nuzul hua! Jab ye Surat nazil hui to nabiye Karim rau furrahim (صَلَّی اللّٰهُ تَعَالٰی عَلَیهِ وَسَلَّم) ne farmaya: Aaj raat muj par ek esi Surat naazil hui Jo muje duniya ki har cheez se ziyada piyari hai!

(Shihulla bukhari, kitabutafsir,Al hadees: 4833, Jid 3, safha 328)





related post>yaasin sharif ki barkat" ke 16 huruf ki nisbat se Suraye Yaasin sharif ke 16 fazail<






(2) : jis waqt ramzan Sharif ka chand dekha jaye to suraye fatah  ko 3 bar padne se tamam saal rizq me farakhi hoti hai! kishti me suwar hote waqt padne se gark hone se mamun rehta hai ! Jidaal aur kitaal ke waqt likh kar pas rakhne se hifazat hoti hai !


(Jannati zewar, safha 596)











(3) : dush mano par fatah pane ke liye is ko 21 martaba padiye Agar Ramzan ka chand dekh kar uske samne pada jaye toh (اِن شآءَاللّٰه عَزَّوَجَل)saal bhar Amaan se rahega!


(Jannati zewar, safha 596)




BARAYE KARAM,BARAYE KARAM MERA FACEBOK PAGE KO KO LIKE KARNA NA BHULE
 ALLAH KARERM AAP KI HAR NEK JAIZ TAMANNA PURI KAREامین


Previous
Next Post »

DOSTO MENE YEH BLOG SAB KI HELP KE LIYE BANAYA HAI TAKE IS BLOG ME POST PADKE FAYDA HASIL KAR SAKE IS BLOG ME RUHANI ILAJ GHARELU ILAJ SATHI HI SATH ISTEKHARA KHAWABO KI TABIR KA BHI BATAYA JAYEGA AUR DEENI MASAIL BHI BATAYE JAYENGE ConversionConversion EmoticonEmoticon

Thanks for your comment