NAMAZE JANAZA KA TARIKA
==============================Post # 12
Continued...
NAMAZE JANAZA FARZE KIFAYA HAI
Namaze Janaza farze kifaya hai yaa'ni koi ek bhi ada kar le to sabhi bariyuzzimma ho gaye warna jin jin ko khabar pahuchi thi aur nahi aaye wo sab Gunah gaar honge.
Ref:— Fatawa Tatar Khani, J: 2, S: 153
iske liye Jama'at shart nahi, ek shakhs bhi padh le to Farz ada ho jayega.
Ref: Fatawa Aalamgiri, J: 1, S: 162
Iski farziyyat ka inkar Kufr hai
Ref:Fatawa Tatar Khani, J: 2, S: 154
To be cont'd..............
Book : Namaz Ke Ahkam (Hindi), Page No.: 380-381, Maktabatul Madina, Gujarat
Author : Hazrat A'llama Mualana Abu Bilal Muhammad Ilyaas Attar Qadiri Razavi
Published By : Makataba-tul-Madina, Gujarat
(Agar likhne me kisi bhi jagah kami beshi paye to hamari Islah farmaye, Aiye Ilme Deen Seekhen....1 - Group +919867862120)
Keep Watching Madani Channel
To learn more..... visit
www.dawateislami.net
http://www.hindimesawaljawab.blogspot.com
DOSTO MENE YEH BLOG SAB KI HELP KE LIYE BANAYA HAI TAKE IS BLOG ME POST PADKE FAYDA HASIL KAR SAKE IS BLOG ME RUHANI ILAJ GHARELU ILAJ SATHI HI SATH ISTEKHARA KHAWABO KI TABIR KA BHI BATAYA JAYEGA AUR DEENI MASAIL BHI BATAYE JAYENGE ConversionConversion EmoticonEmoticon