NAMAZE JANAZA KA TARIKA
==============================Post # 1⃣0⃣
Continued... ⤵
☞ ◉ MAYYIT KO NEHLANE WAGERA KI FAZILAT ↴
Maulae Kainaat Hazrate Sayyiduna Aliyyul Murtuza Shere Khuda كرم الله تعالي وجهه الكريم se rivayat hai ki Sultane Do2 Jahan, Shahanshahe Kauno Makaan, Rahmate Aalamiyan صلی اللہ تعالي علیہ والہ وسلم ne irshad farmaya : ki jo kisi Mayyit ko nahlaye, Kafan pahnaye, khushboo lagaye, Janaza uthaye aur Namaz padhe aur jo nakis baat nazar aaye use chupaye wo apne Gunahon se aisa Paak ho jata hai jaisa jis din Ma ke pet se paida hua hai.
Ref: 📕 Sunan Ibne Maza, J: 2 S: 201, Hadis: 1462, Darul Kutubul ilmiyya Bairut
To be cont'd..............↩
📚 Book : Namaz Ke Ahkam (Hindi), Page No.: 379, Maktabatul Madina, Gujarat
✒ Author : Hazrat A’llama Mualana Abu Bilal Muhammad Ilyaas Attar Qadiri Razavi
📇 Published By : Makataba-tul-Madina, Gujarat
(Agar likhne me kisi bhi jagah kami beshi paye to hamari Islah farmaye, Aiye Ilme Deen Seekhen....1 - Group +919867862120)
☞ Keep Watching Madani Channel
☞ To learn more..... visit
www.dawateislami.net
http://www.hindimesawaljawab.blogspot.com
DOSTO MENE YEH BLOG SAB KI HELP KE LIYE BANAYA HAI TAKE IS BLOG ME POST PADKE FAYDA HASIL KAR SAKE IS BLOG ME RUHANI ILAJ GHARELU ILAJ SATHI HI SATH ISTEKHARA KHAWABO KI TABIR KA BHI BATAYA JAYEGA AUR DEENI MASAIL BHI BATAYE JAYENGE ConversionConversion EmoticonEmoticon