BREMAR Aabid

◉ ◉ ◉ BEEMAR AABID ◉ ◉ ◉
========================
--------------------------
Post No. 0⃣4
--------------------------
Continued......
☞ ▶ Zakhmi Hote Hi Hans Padi (Hikayat)⤵
Hazrate Sayyiduna fat'h Maulisi رحمة الله تعالي عليه  ki Ahliyae Mohtarama  رحمة الله تعالي عليها ek martaba zor se giri jis se nakhun mubarat toot gaya, lekin dard se "haaye hu" ke bajaye hansane lagi !! kisi ne poocha : kya zakhm me dard nahi ho raha ? farmaya : Sabr Ke Badle me Hath Aane Wale Sawab Ki Khushi Me Mujhe Chot Ki Takleef Ka Khayal Hi Na Aa Saka."
Ref: 📕 Al Mujalasat Lid Dainavari, J: 3, S: 134
Amirul Mu'aminin Hazrate Maulae Kainaat, Aliyyul Murtaja Shere Khuda كرم الله تعالي وجهه الكريم farmate hai : Allah عزوجل ki Azmat aur Ma'arifat ka ye haq hai ki tum apni takleef ki shikayat na karo aur na apni museebat ka tazkira karo.
Ref: 📕 Minhaj Al Qasideen Wa Mufeed Assadiqeen La Bin Al Jauzi, S: 1056
(bila zarurat Beemari pareshani ka dusaron par izhar be sabri hai afsos ! ma'muli nazla aur zukam ya darde sar bhi ho jaye to baa'z log khwaah ma khwaah har ek ko kahte firte hai)
Toote Go Sar Pe Kohe Bala Sabr Kar, Aye Muballig ! Na Tu Dagmaga Sabr Kar
Lab Pe Harfe Shikayat Na La Sabr Kar, Haan Ye Hi Sunnate Shahe Abraar Hai

To be cont'd..............↩
📚 Book : Beemar  Aabid (Hindi), Page No.: 4, Maktabatul Madina, Gujarat
✒ Author : Hazrat A’llama Mualana Abu Bilal Muhammad Ilyaas Attar Qadiri Razavi              
📇 Published By : Makataba-tul-Madina, Gujarat

(Agar likhne me kisi bhi jagah kami beshi PAYE to hamari islah farmaye


http://www.ruhanighareluilaj.blogspot.com
Previous
Next Post »

DOSTO MENE YEH BLOG SAB KI HELP KE LIYE BANAYA HAI TAKE IS BLOG ME POST PADKE FAYDA HASIL KAR SAKE IS BLOG ME RUHANI ILAJ GHARELU ILAJ SATHI HI SATH ISTEKHARA KHAWABO KI TABIR KA BHI BATAYA JAYEGA AUR DEENI MASAIL BHI BATAYE JAYENGE ConversionConversion EmoticonEmoticon

Thanks for your comment