◉ ◉ ◉ ◉ ◉ ◉ BEEMAR Aabid
========================
------------------ --------
Post No. 0⃣2⃣
--------------------------
Continued ......
========================
------------------ --------
Post No. 0⃣2⃣
--------------------------
Continued ......
☞ ▶ Beemari bahut Badi Ne'mat Hai⤵
Sadrusshariyyah, Badruttarikah Hazrate Allama Maulana Mufti Muhammad Amjad Ali Aa'zami رحمة الله تعالي عليه farmate hai: Beemari bhi ek bahut badi ne'mat hai, iske manafe be shumar hai, agarche aadami ko ba zaahir is se takleef pahuchati hai magar hakikatan raahat wa araam ka ek bahut bada zakhira hath aata hai. Ye zahiri beemari jisko aadami Beemari samajhata hai, hakikat me roohani beemariyon ka ek bada zabar dast ilaaj hai. Hakiki Beemari amraaze roohaniya (ma-salan, duniya ki mahabbat, daulat ka hirs, bukhl, dil ki sakhti wagairah) hai ki ye albatta bahut khauff ki cheez hai aur isi ko maraze mohalik (yaa'ni halaak karne wali Beemari) samajhana chahiye.
Ref: 📕 Bahare Shari'at, J: 1, S: 799
Tera Jo Hai ye Beemar Tashveesh Na Kar
Ko Ye Maraz Mita Jata Hai Tere Gunahon
Asl Barbaad Amraaz Gunahon Kun Hai Ke
Bhai Jata Hai Kyu Kiya Faramosh Isko
Ko Ye Maraz Mita Jata Hai Tere Gunahon
Asl Barbaad Amraaz Gunahon Kun Hai Ke
Bhai Jata Hai Kyu Kiya Faramosh Isko
To be cont'd .............. ↩
📚 Book: Beemar Aabid (Hindi), Page No.: 2, Maktabatul Madina, Gujarat
✒ Author: Hazrat A'llama Mualana Abu Bilal Muhammad Ilyaas Attar Qadiri Razavi
📇 Published By: Makataba-tul-Madina, Gujarat
(Agar likhne me kisi bhi jagah kami beshi paye to hamari Islah farmaye,
DOSTO MENE YEH BLOG SAB KI HELP KE LIYE BANAYA HAI TAKE IS BLOG ME POST PADKE FAYDA HASIL KAR SAKE IS BLOG ME RUHANI ILAJ GHARELU ILAJ SATHI HI SATH ISTEKHARA KHAWABO KI TABIR KA BHI BATAYA JAYEGA AUR DEENI MASAIL BHI BATAYE JAYENGE ConversionConversion EmoticonEmoticon