KHUWABO KI TAABIRE
EK BHAI NE KHUWAB DEKHA HAI WO APNE BAZUO SE HAWA MEIN
UDH RAHE HAIN AUR PHIR WAPAS GHAR AGAYE
HAI ISKI TAABIR KYA HAI?
Dekhiye Agar Apne
Aap Ko Sidha Udhta Hua Dekha Hai Inke Khuwab Se Yeh Hi Pata Lagta Hai Inhone
Durust Udhan Bhari Hai Aur Ghar Par Ye Wapas Bhi Agaye Hai To Ye Kamyabi Ki
Alamat Hoti Hai Aur Inhone Jese Ke Bayan
Kiya Hai Ke Yeh Ba Kasrat Khuwab Mein
Udhte Hue Nazar Aate Hai Bachpan Se Inko Ese Khuwab Continue
Dikhte Hai Udhte Hue Nazar Aate Hai To Ho Sakta Hai Ye Safar Inko
Darpesh Ho Qk Ek Taabir Safar Karne Ki Bhi Hai Bhara Haal Ye Ek Bahut Acha Khuwab Hai
Albatta Udhne Ke Hawale Se Ek Taabir Jo Hai Darane Wali
Bhi Hai Misaal Ke Tor Agar Koi Khuwab Me Udhta Hua Asmano Me Gum Ho Gaya Hai Ya Phir Badalo Me Chala
Gaya Bahut Upar Chala Gaya Hai To Wo
Mout Ki Khabar Hoti Hai Bahar Udhne Ke Hawale Se Aur Bhi Taabirate Hai
Lekin Udhne Me Yeh Tha Key Eh Udhe Aur Phir Wapas Agaye
To Inko Insha Allah Kamyabi Haasil Hogi
Aur Dusra Yeh Ke Inko Zindagi Me Ba
Kasrat Safar Darpesh Naseeb Honge
----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
AGAR LIKHNE ME KISI BHI JAGAH KAMI BESHI PAYE JAYE TO HAMARI ISLAH FARMAYEIN
---------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
CALL NO. HAI +91 8955875474
WHATSAPP NO. 8005922782

DOSTO MENE YEH BLOG SAB KI HELP KE LIYE BANAYA HAI TAKE IS BLOG ME POST PADKE FAYDA HASIL KAR SAKE IS BLOG ME RUHANI ILAJ GHARELU ILAJ SATHI HI SATH ISTEKHARA KHAWABO KI TABIR KA BHI BATAYA JAYEGA AUR DEENI MASAIL BHI BATAYE JAYENGE ConversionConversion EmoticonEmoticon