KHUWAB MEIN SAANP ( SNAKE) SE KHELNE KI TAABIR

            KHUWABO KI TAABIR


KHHUWAB MAIN SAANP (SNAKE) SE          KHELNE KI TAABIR


Ek Bhai Ne Apne Khuwab Me  Dekha  Ke  Apne Bête  Ke Pas Ird Gird   Saanp Hai Aur Inka Beta Saanp  Se Khel Raha Hai 
Aapne Inka Khuwab Padh Hi Liya Hai Ab Iski Taabir Hai Kya? To Aaiye Jante Hai Is Khuwab Ki Taabir

To Aap Ke Liye Arz Yeh Hai Ke Aap Apne Liye Aur Apni Aulad Ke Liye Hifazat Ki Tadbeer Farmaye! Hifazat Ke Kai Tarike Hai, Ek Tarika Yeh Bhi Hai Ke Jab Bhi Ghar Mein Dakhil Ho To Ghar Ka Darwaza Band Karte Hue (بسم لله|) Padle  إن شاءالله عزوجل Apni Aur Apne Ghar Walo Ki Hifazat Rahegi Isi Tarah Se Tavizate Attariya Dunya Bhar Se  Aap Hasil Kar Sakte Hai Dawateislami Ki Website Www.Dawateislami.Net Yeh ألحمد لله Dunya Bhar Mein Ilme Deen Ke Khazane Lutane Ke Sath, Sath Ummat Ki Kher Khuwahi Ke Jazbe Ke Tehat Is Tarah Ki Service Muhaiyya Karti Hai  Aap Is Website Per Visit Karein  Aapko Tavizat Ke Hawale Se Service Milegi , Aap Waha Par Apna Masla Likh Kar Bheje Ki Mujhe Istarah Khuwab Dekha Tha Aur Mujhe Yeh Bataya Gaya Hai  Aap Hifazat Ki Tadbeer Karein To Mere Aur Mere Ahle Khana Ke Liye  Bil Khusus Mere Bête Ke Liye  Hifazat Ka Taaviz Ata Farmade To Yeh Aap Likh Kar Submit Kar Denge  To Aap Ko Taaviz Bhi Mil Jayega  Aur Fazaif Wagera Bhi Bil Jayenge  Allah Tabarak Vatala Aapki Aur Aapke Bête Ki Aur Tamam Alhle Khana Ki Aur Tamam Musalmao Ki Hifazat Farmaye!


------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
LIKHNE MEIN KISI BHI JAGAH KAMI BESHI PAYE JAYE TO HAMARI ISLAH FARMAYE 
-------------------------------------------------------------------------------------------
WHATSAPP CONTACT NO. > +91 8955875474
Previous
Next Post »

DOSTO MENE YEH BLOG SAB KI HELP KE LIYE BANAYA HAI TAKE IS BLOG ME POST PADKE FAYDA HASIL KAR SAKE IS BLOG ME RUHANI ILAJ GHARELU ILAJ SATHI HI SATH ISTEKHARA KHAWABO KI TABIR KA BHI BATAYA JAYEGA AUR DEENI MASAIL BHI BATAYE JAYENGE ConversionConversion EmoticonEmoticon

Thanks for your comment